CHAT ROOM ONLINE: Poerty GuidePedia

0
Taluq rakh liya baaki yakeen torr aya hoon,
Taluq rakh liya baaki yakeen torr aya hoon,

Taluq rakh liya baaki yakeen torr aya hoon, Kisi ka saath dena tha kisi ko chorr aya hoon, Tumhare saath jeene ki kasam khaane se kuch pehle, Main kuch vaade, kayi kasmen, kahin pe torr aya hoon, Mohabbat kaanch ka zinaaan thi, yoon sang-e-garaan ka… Read more »

Read more »
15Dec2014

0
Ab Kaisi Pardah-Daari , Khabar Aam Ho Chuki
Ab Kaisi Pardah-Daari , Khabar Aam Ho Chuki

Ab Kaisi Pardah-Daari , Khabar Aam Ho Chuki Maa Ki Rida Tou, Din Howe, Neelaam Ho Chuki Ab Aasmaa.n Se Chadar-e Shab Aaye Bhi Tou Kiya Be-Chadari Zameen Pe iLzaam Ho Chuki Ujrey Howe Diyaar Pe Phir Kiun Nigah Hai Is Kasht Per Tou Barish-e-Ikraam Ho … Read more »

Read more »
11Dec2014

0
Rasta hi neya hai, na main anjaan bohat hoon,
Rasta hi neya hai, na main anjaan bohat hoon,

Rasta hi neya hai, na main anjaan bohat hoon, Phir kuye’malaamat mein hoon, nadaan bohat hoon, Ik umar jisey khawab ki manind hi dekha, Chooney ko mila hai to pareshaan bohat hoon, Mujh mein kabhi aahat ki tarah se koi aye, Ik band gali ki tarah sun… Read more »

Read more »
11Dec2014

0
Marney se bhi pehle mar gaye they
Marney se bhi pehle mar gaye they

Marney se bhi pehle mar gaye they, Jeeney se kuch aese dar gaye they, Rastey mein jahan talak diye they, Saarey mere hamsafar gaye they, Aankhain abhi khul nahin saki thi’n, Aur khawb mere bikhar gaye they, Jab tak na khila tha us ka waada, Mausam m… Read more »

Read more »
11Dec2014

0
Iss sheher main aesi bhi qayamat na hui thi
Iss sheher main aesi bhi qayamat na hui thi

Iss sheher main aesi bhi qayamat na hui thi, Tanha they magar khud se to wehshat na hui thi, Yeh din hai ke yaron ka bharosa bhi nahi hai, Woh din they ke dushman se bhi nafrat na hui thi, Ab saans ka ehsaas bhi ek baar-e-giraan hai, Khud apne khila… Read more »

Read more »
10Dec2014

0
Nateeja phir wohi hoga suna hai chaal badle ga
Nateeja phir wohi hoga suna hai chaal badle ga

Nateeja phir wohi hoga suna hai chaal badle ga, Parinde bhi wohi hon ge, shikari jaal badle ga, Badalne hain to dil badlo badalte ho to hindsey* hi, Mahiney phir wohi hon ge bechaara saal badle ga, Agar hum maan lein Aabi mahina saath* salon ka, Bat… Read more »

Read more »
10Dec2014

0
Chunne gaye jab se meri palkon se khwab saare
Chunne gaye jab se meri palkon se khwab saare

Chunne gaye jab se meri palkon se khwab saare, Pareshaan hain dil-o-nazar ke mahtaab saare, Kis qadar an’khille aur be’rang they, Dekho yeh sard mausmon ke gulaab saare, Tum to thehre sehel raaston ke musaafir, Woh raaste bhi to azaab saare, Fareb-e… Read more »

Read more »
10Dec2014

0
Tu kya samajhta hai tere baad hua kuch bhi nahin
Tu kya samajhta hai tere baad hua kuch bhi nahin

Hum hi thehre sazaa-vaar aur khata’aa kuch bhi nahin, Tu kya samajhta hai tere baad hua kuch bhi nahin, Yaad jab aayi teri yaad raha kuch bhi nahin, Dil ne bass aaah bhari aur kaha kuch bhi nahin, Waqt ki tarah yeh saansain bhi rawaa’n hain ab tak, … Read more »

Read more »
10Dec2014

0
Dard jab teri ataa hai to gila kis se karen
Dard jab teri ataa hai to gila kis se karen

Dard jab teri ataa hai to gila kis se karen, Hijar jab tu ne diya hai to mila kis se karen, Akss jab toot ke bikhra hai tera aayine ke sath, Ho gayi zakhm nazar akss chunaa kis se karen, Main safar main hoon mere sath judai teri, Humsafar gham hain … Read more »

Read more »
10Dec2014

0
Zindagi se eik yehi gila hai mujhe
Zindagi se eik yehi gila hai mujhe

Zindagi se eik yehi gila hai mujhe, Tu bohat dair se mila hai mujhe, Tu mohabbat se koi chaal to chal, Haar jaane ka hausla hai mujhe, Humsafar chahiye hajoom nahin, Aik musaafir bhi qafila hai mujhe, Lab kusha hoon to iss yakeen ke sath, Qatal hone… Read more »

Read more »
10Dec2014

Rahon pe nazar rakhna honton pe dua rakhna
Rahon pe nazar rakhna honton pe dua rakhna

Rahon pe nazar rakhna honton pe dua rakhna, Aa jaye koi shayed darwaza khula rakhna, Ehsaas ki shamaa ko is tarah jalaa rakhna, Apni bhi khabar rakhna us ka bhi pata rakhna, Raaton ko bhatakne ki deta hai saza mujhe, Dushwaar hai pehlu main, dil ter… Read more »

Read more »
06Dec2014

0
Hum kon hain, hawaa ko yeh bataane ki dair hai
Hum kon hain, hawaa ko yeh bataane ki dair hai

Choti si aik naao banane ki dair hai, Daryaa ke paar bas mere jaane ki dair hai, Aik pal main jaag jaye ga soya hua mehal, Phir se qadeem geet sunane ki dair hai, Shehzaadi chal parre gi mere sath khud’bakhud, Uss se to sirf aankh milane ki dair hai… Read more »

Read more »
05Dec2014

0
Naseeb Aazmaane Ke Din Aa Rahe Hain
Naseeb Aazmaane Ke Din Aa Rahe Hain

Naseeb Aazmaane Ke Din Aa Rahe Hain Qareeb Un Ke Aane Ke Din Aa Rahe Hain Jo Dil Se Kaha Hai Jo Dil Se Suna Hai Sab Un Ko Sunane Ke Din Aa Rahe Hain Abhi Se Dil-O-Jaan Sar-E-Raah Rakh Do Ke Lutne Lutaane Ke Din Aa Rahe Hain Tapakne Lagi Un Nigaahon … Read more »

Read more »
09Nov2014

0
Dono jahan teri mohabbat main haar ke
Dono jahan teri mohabbat main haar ke

Dono jahan teri mohabbat main haar ke, Wo ja raha hai koi shab-e-gham guzaar ke, Viraan hai maikada khum-o-sagar udaas hai, Tum kya gaye ke rooth gaye din bahaar ke, Ik fursat-e-gunah mili, wo bhi chaar din, Dekhe hain ham ne hausale parwar-digaar k… Read more »

Read more »
09Nov2014

0
Ham Parwarish-e-Loh-o-Qalam Kartay Rahain Ge
Ham Parwarish-e-Loh-o-Qalam Kartay Rahain Ge

Ham Parwarish-e-Loh-o-Qalam Kartay Rahain Ge Jo Dil Pe Guzarti Hai, Raqam Kartay Rahain Ge Asbaab-e-Gham-e-Ishq Behem Kartay Rahain Ge Veeraani-e-Dauraan Pe Qaram Kartay Rahain Ge Haan Talkhi-e-Ayyaam Abhee Aur Barhay Gi Haan Ahl-e-Sitam, Mashq-e-Si… Read more »

Read more »
09Nov2014

0
Diya Khud Se Bujha Dena
Diya Khud Se Bujha Dena

Diya Khud Se Bujha DenaHawa Ko Aur Kia Dena ? Sitare Nochne WaloFalak Ko Aasra Dena Kabhi Is Taur Se HansnaKe Dunya Ko Rula Dena Kabhi Is Rang Se RonaKe Khud Pe Muskura Dena Main Teri Dastaras ChahunMujhe Aisi Dua Dena Main Tera Barmla MujrimMujhe K… Read more »

Read more »
02Nov2014

0
Iss sheher main aesi bhi qayamat na hui thi.
Iss sheher main aesi bhi qayamat na hui thi.

Iss sheher main aesi bhi qayamat na hui thi, Tanha they magar khud se to wehshat na hui thi, Yeh din hai ke yaron ka bharosa bhi nahi hai, Woh din they ke dushman se bhi nafrat na hui thi, Ab saans ka ehsaas bhi ek baar-e-giraan hai, Khud apne khila… Read more »

Read more »
02Nov2014

0
Abhi kuch bhi nahin badla,
Abhi kuch bhi nahin badla,

Abhi kuch bhi nahin badla, Darakhton par wohi mausam abi tak muskuratey hain, Abhi tak surmeyi shamain hamarey sath roti hain, Abhi tak mere honton per tumhare honton ki khushbu Raqss karti hai, Abhi tak meri ankhon mein tumhare khawb hanstey hain, … Read more »

Read more »
08Oct2014

0
Is Zameen Pe Bhi Hay Selaab Meray Ashkon Say
Is Zameen Pe Bhi Hay Selaab Meray Ashkon Say

Sochta Hoon Ke Usay Neend Bhi Aati HogiYa Meri Tarah Faqat Ashk Bahati Hogi Wo Meri Shakal Mera Naam Bhulanay WaliApni Tasweer Se Kia Aankh Milati Hogi ? Is Zameen Pe Bhi Hay Selaab Meray Ashkon SayMeray Matam Ki Sada Arsh Helati Hogi Shaam Hotay Hi… Read more »

Read more »
08Oct2014

0
Rasta hi neya hai, na main anjaan bohat hoon,
Rasta hi neya hai, na main anjaan bohat hoon,

Rasta hi neya hai, na main anjaan bohat hoon,Phir kuye’malaamat mein hoon, nadaan bohat hoon, Ik umar jisey khawab ki manind hi dekha,Chooney ko mila hai to pareshaan bohat hoon, Mujh mein kabhi aahat ki tarah se koi aye,Ik band gali ki tarah sunsaa… Read more »

Read more »
06Sep2014
 
 
Top